• ITEL IT 1409 FRP BYPASS DONE Google Account Verification Tool...

    Itel it1409 ka frp lock kaise kholte hain gmail account kaise bypass karte hain aaj hum apko step by step batayenge itel it1409 ka frp lock bypass karne ke liye apko computer aur usb cabile ki zarurat padegi tabhi ap itel it1409 ka frp lock bypass kar sakte hain.


    Sabsbe phele ye jan lijiye frp lock mobile lag kaise jata hai.

    man lijiye apka mobile pura on hai aur kabhi kabhi hang karta hai to ap sochte ho ki chalo is mobile ko backup reset kar dete hain fhir ye thik ho jayega aur ap use reset kar dete hain aur ik vajha ye bhi hoti hai ki jab apke mobile me pattern lock lag jata hai tab bhi ap use vol key ki help se hard reset kar dete hain aur reset karne ke bad jab reset complete hota hai tab wo apse Google Account Verification ke liye kaheta hai aur ap usme apna gmail id dalte hai to wo pasword galat batata hai par kuch andriod mobile ayse bhi hote hai jo ki purana gmail dalne par khul jate hain par jada adnriod mobile old gmail id nahi lete to un mobile ko frp bypass karane ke liye apko computer ki zarurat padhti hai aur ik software tool ki tabhi ap frp bypass kar sakte hain.





    Reset karne ke bad frp na lage kaise reset karen ye bhi jan lijiye

    jab bhi ap kabhi ko setting me jakar reset karna ho apna mobile to ap sabse pahele setting me jakar about phone me jaiye fhir apko wahan ik options milega build number ka ap use 4 bar jaldi jaldi tic kijiye ye karne ke bad ap back jaiye apko ik new option mil jayega apke fhone me jiska nam hoga developer otions ap use open karo jab ap us options ko open karenge tab apko bhut sare options mil jayenge apko kisi options ko nahi chuna hai is 2 options ko tik karna hai ik options hoga oem unlocking ka use on kar dijiye aur dusra option hoga  usb debugging ka use bhi open kar dijiye aur ab ap account setting me jaiye aur usme se apna gmail id jo dal rakha hai apne us gmail account ko remove kar dijiye aur fhir backup & reset me jaiye aur factory sata reset kar dijiye agar ap ye step follw kar ke reset karenge mobile apna to koi sa bhi mobile ho koi sa bhi version ho usme wo frp nahi mangega gmail id nahi mangega reset karne ke bad par agar apke fhone me pattern lock ya pasword ya fhir koi bhi lock lga hua hai tab apke pas options nahi ki ap setting me jakar ye sari setting kar paye tab apko hur hal me frp bypass karana hi padega.






    To chaliye ab apko itel it1409 ka frp kaise bypass karna hai ye btatte hain.

    sabse pahele ap apna mobile ko puri tarha se off kar dijiye uske bad power key pres kijiye 1 secnd ke liye aur fir jaldi se vol down key pres kijiye jab mobile on ho jaye power ke ko chod dijiye aur vol down ko badaye rakhiye fhir apka mobile recovery mode me ajayga ab apko vol key ki help se reboot to bootloader ko select kar ke power key pres kar ke ok kar dena hai mobile ik bar auto reboot ho jayga aur fastboot mode me chala jayega ab apko usb cable lgani hai mobile me jab ap cable lgaynge tab computer ya laptop me conect ho jayega aur apse spd fastboot driver mangega main apko usb driver link de dunga jab ap driver install kar lenge tab ap apne pc  ke device manager me jakar dekho adb port show ho jayega fhir apko andriod multi tool ko open karna hai aur apne pc me 9 button ko tayp kar ke enter kar dena hai aur apko mobile auto reboot ho jayega aur frp bhi bypass ho jayega ab mobile ko ap badi hi asani se gmail options ko skip kar ke aage bada sakte hain.


    Download    LINK                   

                                                           SERVER 1 SERVER 2 SERVER 3

    No comments